ik takalluf se hadd ka jayja liya hai,
apna sara ghum dil ko de diya hai,
kamjor ghadi hai dard ruswa kare,
kahkar alwida use aaram kiya hai,
aarzoo ki jidd se mahroom hokar,
ek takleef ka ab sahara liya hai,
khus nai dil mera mere iraado se,
chhodkar sath use akela kiya hai,
fr kya thi jrurt yu kisi pa marne ki,
apna sara ghum dil ko de diya hai,
kamjor ghadi hai dard ruswa kare,
kahkar alwida use aaram kiya hai,
aarzoo ki jidd se mahroom hokar,
ek takleef ka ab sahara liya hai,
khus nai dil mera mere iraado se,
chhodkar sath use akela kiya hai,
fr kya thi jrurt yu kisi pa marne ki,
tne
kam apna or mne apna kiya h,
mere
jajbat jo samjh hi na paya,
mne to uska daaman chhod diya h,
tujhe hai ishq to kar de byaan fr,mne to uska daaman chhod diya h,
mujhe kyu iska ilzaam diya hai,
aankho pe thoda ehsaan karde yr,
tri khata aur unko bhar diya hai,
jb sah nai sakta judaai ka aalam,
to kya sochkar ye panga liya hai,
chal jane bhi de yr wo thi hi nai tri,
mne bhi khud ko kabu kar liya hai,
kahi to hoga tujhe samjhne wala,
ye sochkar ab ek faisla liya hai,
is duniya me dil usi se lagana yaro,
jisne mohabbat ko dil pe liya hai,
gairo ki bato pe yakeen karne wali,
tune chhodkar mjhe bura kiya hai,
tujhe hoga jarur ehsas kabhi to,
us dard ka jo tne mujhe diya hai………………